Wednesday, January 19, 2011

Feelin' From Heart

main kuch kehna chahta hu,par sayad sunne ko koi nahi......
main rona chahta hu,par aansu pochne ko koi nahi.........
kab tak ladta rahu akela apni taqdeer se............
main hi ruka hu bhagti zindagi me,mere saath theherne ko koi nahi!!

No comments:

Post a Comment