Wednesday, January 19, 2011

Kal Ki Raat

sab ne pucha aaj din kaisa gaya,
kyun the aaj subah se gumshuda,
kya batau,raat khwab kuch itne haseen the,
main soya tha,soya hi reh gaya!

Feelin' From Heart

main kuch kehna chahta hu,par sayad sunne ko koi nahi......
main rona chahta hu,par aansu pochne ko koi nahi.........
kab tak ladta rahu akela apni taqdeer se............
main hi ruka hu bhagti zindagi me,mere saath theherne ko koi nahi!!